Song: Husn
Artist: Anuv Jain
Capo: 5 fret
Chords: F, C, E7, Am, G
Strumming: D D UUD DUDU
Am G
Haan, haan
F
Dekho, dekho, kaisi baatein yahaan ki
C
Hain saath par hain saath naa bhi
E7 Am G
Kya itni aasaan hain?
F
Dekho, dekho, jaise mere iraade
C
Vaise kahan tere yahaan the
E7 Am G
Haan, kitni nadaan main
F
Mere husn ke ilaawa
C G
Kabhi dil bhi maang lo naa
F
Haaye, pal mein
G
Main pighal jaaun, haan
F
Abh aisa naa karo
C G
Ki dil jud naa paaye vaapis
F
Teri baaton
G
Se bikhar jaaun, haan
F
Maana zamana hai deewana
C
Isiliye tune naa jaana
E7 Am G
Tere liye main kaafi hun
F
Dekho, dekho, yeh zamaane se thak kar
C
Aate ho kyun masoom ban kar?
E7 Am G
Tere liye main kya hi hun?
F
Phir aate kyun yahaan
C G
Karne aankhon mein ho baarish?
F G
Abh aaye toh theher jaao na
F
Aur puchcho naa zara
C G
Merе din ke baare mein bhi
F G
Bas itnе mein sambhal jaaun, haan
F Am
Haan, ek din kabhi koi
F C
Jab bhi padhe kahani teri
E7 Am
Lagta mujhe mere naam ka
F G
Zikr kahi bhi hoga nahi
C Am
Haan, main yahin
F
Meri yeh aankhon mein
G
Aankhon mein toh dekho
C
Dekho, yeh dil ka haal kya
Am
Honthon se hota na bayaan
F
Meri yeh aankhon mein
G
Aankhon mein toh dekho
C
Kaisa naseeb hai mera
Am
Milke bhi naa mujhe mila
F
Meri yeh aankhon mein
G
Aankhon mein toh dekho
C
Teri adhoori si wafa
Am
Maangu, main maangu aur naa
F
Meri yeh aankhon mein
G
Aankhon mein toh dekho
F
Dekho, dekho, kaisi kheenchi lakeerein
C
Chahe bhi dil toh bhi naa jeete
E7 Am G
Main iss daud mein nahin
F
Dekho, dekho, kaisi baatein yahaan ki
C
Baatein yahin dekhun jahan bhi
E7 Am
Main iss daur se nahi
Related Songs:
0 Comments