Artist: Anuv Jain
Capo: 6 fret
Chords: F, C, G, E7, Am (Easy chord for beginners)
Strumming: D DU UDU
C F
Nayi Nahi Hain Yeh Baatein Wahi
C G
Phir Is Modh Par Hum Milein Hain
C F
Na Jaane Ab Milenge Hum Kabhi
C G
Toh Ruk Jao Ik Pal Yahan Pe
C F
Yeh Narm Chadaron Ki Silvatein
C G
Tujhe Abhi Bula Rahin Hain
C F
Na Jao Dur Insein Yeh Kahein
C G
Yeh Sukoon Kahan Pe Hai Hasil?
F G
Dil Ko Mere Yeh Hai Pata
E7 Am
Ke Milon Ka Yeh Faasla Hai
F G
Alag Aasmaan Bhi Hai Toh Kya?
C G
Yeh Dil Na Manay
C F
Yeh Gaadiyon Ki Aisi Daudh Sa
C G
Tera Bhi Dil Daudhta Hai
C F
Ha Ja Rahe Ho Duur Tum Toh Kya?
C G
Main Hi Toh Dil Ka Musafir
F G
Toh Ik Baar Phir Tu Haske Zara
E7 Am
Dekh Le Meri In Aankhon Mein
F G
Main Kaid Kar Loon Har Woh Pal Tera
C E7
Teri Yeh Baatein Jo Hain
F G C
Toh Aur Kya Hai Yeh Baatein Bata?
F C G
Kyun Ab Din Bhi Dhalta Nahin Yeh Na Ho Toh?
F C
Ooh o ohh
F G
Ooh oo ohhhh
F G
Tum Udhe Ja Rahe
E7 Am
Yeh Aasmaan Mein Khidkiyon Se Dekh Tu Pahadon Ko
F
Yoon Chote Se Lagay
G C E7
Hai Kitne Bade Jo Ho Samne
F G
Durr Jo Hai Khade
E7 Am
Unhe Bhi Ye Humari Zindagi
F
Yoon Titliyon Si Choti Choti Si Lage
G C E7
Hai Kitni Badi Nahi Jaante
F G
Khaali Ghar Tera
E7 Am
Yeh Chabiyon Ki Goonj Aise
F G
Tujhe Dara Rahi, Tu Darna Nahi
C
Main Hoon Yahin Par
F G
Ab Alag Aasmaan Hai
E7 Am
Aur Hai Zameen Bhi Kuch Alag Si
F G
Par Miloge Jab Kabhi, Toh Dekhna Tabhi
E7 C F
Main Kuch Alag Nahi
0 Comments